Thursday 12 June 2014

Ek Villian Song Banjaara Lyrics

Movie: Ek Villian
Song  : Banjaara


Banjaara Song Lyrics

Haaan…
Kissi shayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukhoon ke pal
Koyi mujko yun mila hai
Jaisse banjara ko ghar
Main mausam ki sehar
Ya sard mein dopahur
Koyi mujko yun mila hai
Jaisse banjaara ko ghar
Mmm

Andere ko andhera nahi,
Sirf roshni mitha sakti hai
Nafruth ko nafrath nahi,
Sirf pyar mitha sakta hai

Jaisse koyi kinaara,detha ho sahara
Muje wo mila kisi mode par
Koyi rath ka tara
Kartha ho ujala
Waisse hi roshan kare wo sehar

Dard mere wo bula hi gaya
Kuch aissa asar hua
Jeena muje wo phir se sika raha

Jaisse barish kar de tar
Ya marhum dard par
Koyi mujko yun mila hai
Jaisse banjaare ko ghar

Koyi mujko yun mila hai
Jaise banjara ko gar

Jaise banjara ko gar

No comments:

Post a Comment